Rang udaasi ke gerne lage hai is manand
Goya apna wajood bhi nazar na araha hai
Kya itne kamzor hogaye hai hum
Ki is udaasi se apne wajood ko haraya jaraha hai
Ubrenge hum bhi banke wo tulasmani huruf
Khoon mein tapish ko apni badhaya jaraha hai
Karne do tapsira “Asiya” zaat walon ko meri hasti par
Hisaab unse bhi leene ka bandobas humse kiya jaraha hai.